Posts

Naat Sharif - Aye Sabz Gumbad Wale lyrics in English - Amjad Sabri

Image
  Aye Sabz gumbad wale Manzoor dua karna Jab waqt e naza aye Aaqa Deedar ataa karna Mein qabar andheri mein Ghabraun ga jab tanha Imdad meri karnay Aa jana Rasool Allah Roshan meri turbat ko Lillah zara karna Jab waqt e naza aye Aqa Deedar ataa karna Mujrim hon zamanay ka Mahshar mein bharam rakhna Rusva e zamana hoon  Kamli mein chupa lena Rusva e zamana hoon Dozakh se bacha lena Manzoor dua meri Maqbool e khuda krna Jab waqt e naza aye Aqa Deedar ataa karna